Re: Eid Thread Shread,
Mujay nehayat afsoos hai kay mai khuch techniqi khamiyoun ki waja say kuch din kay ley Off-Air ho gaya tha, leikin app logoun ka piyaar aur khaloos dhaikh ker mujay bar bar wapis aa ker bohat maza atta hai. Es tarah say kuch dil jalay aur dil saray guppion kay dil per daal moong fry kernay mai maza bhi atta hai, keunkay hum hain “Thread-nappers” ![]()
^^ Sab ko mera bohat bohat piyaar, salam aur Eid Mubarak ![]()