![]()
**Ju brhaty hain bhao mandi ka **
On ki man manion ky aadi hain
Dain gy mehngai main bhi Qurbaani
Ham tu Qurbanion ky aadi hain
(Anwar Shaoor)
Re: Eid-e-Qurban by Anwar Shaoor
Lol.
Re: Eid-e-Qurban by Anwar Shaoor
:D
Re: Eid-e-Qurban by Anwar Shaoor
aq bhae ne toh nehe lekeh ? uno ka nam bhe anwar he :AID:
Re: Eid-e-Qurban by Anwar Shaoor
aq bhae ne toh nehe lekeh ? uno ka nam bhe anwar he :AID:
:D Woh Quraishi hain Shaoor nahi. I think he is Anwaar not Anwar
{In Urdu Wao ky bad alif ata hy Anwaar main or Anwar main Wao per zabar hy is sy agy Alif nahi ju isyy Noor ki jama Anwaar Banay}
Re: Eid-e-Qurban by Anwar Shaoor
:D Woh Quraishi hain Shaoor nahi. I think he is Anwaar not Anwar {In Urdu Wao ky bad alif ata hy Anwaar main or Anwar main Wao per zabar hy is sy agy Alif nahi ju isyy Noor ki jama Anwaar Banay}
me ko asan urdu me semgaou:AID:
Re: Eid-e-Qurban by Anwar Shaoor
Good One..:)
Re: Eid-e-Qurban by Anwar Shaoor
Good One..:)
Shukriya Eid Mubarak sab ko:)
Re: Eid-e-Qurban by Anwar Shaoor
lolzzzzzzzzzzzz
Anwar Shaoor ki kia baat hay her topic pay unkay qalam say kuch likha daily parhnay ko mil jata hay
thnx for sharing