Re: Eid cards - A dying tradition
lol…bhai serious ho jaayeN…yeh serious thread thii shaayad, aisaa maiN samjhaa thaa…merii shaayad Khaam Khayaalii thii…ab aap Khud hii is laRii ko ‘chuuN chuuN kaa murabba’ banaane par tule huye haiN to phir duusre log to ise khichRii hii banaa DaaleNge! ![]()