Eid and Eidi

Re: Eid and Eidi

lols. aajkal bache boht munh banate hain 20 rupe eidi le kar.. aur unki ammaen tauba tauba aisi ghoorti hain.. jaise IMF qarz ki qist ada na karne per ghoorta hai