Re: Ehwaal-e-Mausam … Ba-zubaan-e-Shaeri
i would love to see that…![]()
Re: Ehwaal-e-Mausam … Ba-zubaan-e-Shaeri
i would love to see that…![]()
Re: Ehwaal-e-Mausam … Ba-zubaan-e-Shaeri
boht khob…:k:
and so true…![]()
Re: Ehwaal-e-Mausam … Ba-zubaan-e-Shaeri
![]()
:k:
![]()
boht hi zabardasth sharing hai…thanks koyal:)
Re: Ehwaal-e-Mausam ... Ba-zubaan-e-Shaeri
Badla Tu Aaisa Badla Hai Kuch Rang-e-Gulistaan
Ik Phool Pay Bahar Hai Ik Phool Pay Khizaan
Zindagi Bhar Gham-e-Judai Mujhay Tarpaiy Ga
Her Naya Mousam Purani Yaad Lay Kar Aaiy Ga......................."Sighs"
Re: Ehwaal-e-Mausam ... Ba-zubaan-e-Shaeri
bahaar aayee to jaise ek baar
** laut aaye hain phir adam se**
** woh Khwaab saare, shabaab saare**
** jo tere honthon pe mar mite thay
**** jo mit kay har baar phir jiiye thay**
** nikhar gaye hain gulaab saare
**** jo terii yaadon se mushkbuu hain**
** jo tere ushshaaq kaa lahuu hain**
** ubal pare hain azaab saare**
** malaal-e-ahavaal-e-dostaan bhii
**** Khumaar-e-aaGosh-e-mahavashaan bhii**
** Gubaar-e-Khaatir ke baab saare
**** tere hamaare**
** savaal saare, javaab saare
**** bahaar aaii to khul gaye hain**
** naye sire se hisaab saare**
Faiz Ahmad Faiz
Re: Ehwaal-e-Mausam … Ba-zubaan-e-Shaeri
Wow…boht aala…:k:
Thanks Muddii to share such a beautiful Qita with us…![]()
Re: Ehwaal-e-Mausam … Ba-zubaan-e-Shaeri
wo aaye thread main humary Khuda ki qudrat hai
kabhi hum un ko kabhi apnay thread ko daikhty hain…![]()
Superb sharing Ehsan bhai :k:
Re: Ehwaal-e-Mausam ... Ba-zubaan-e-Shaeri
jis nagre mi ham rahtay hen pathar geet sunatay hyn
itni sard hava hi bahar ansu tak jam jatay hen
Re: Ehwaal-e-Mausam … Ba-zubaan-e-Shaeri
Kiya baat hai. ![]()
Re: Ehwaal-e-Mausam … Ba-zubaan-e-Shaeri
Aap kya Canada mein rehtee hain. ![]()
Nice One. :k:
Re: Ehwaal-e-Mausam … Ba-zubaan-e-Shaeri
nahi,mujy pata hy hamara MOSAM BADAl RAHA hi ![]()
Re: Ehwaal-e-Mausam ... Ba-zubaan-e-Shaeri
**Us Par Kabhi Na Aaey KhizaaN Rab Say hay Dua
Jo Gul Khilaya Tu nay meray dil k Baagh maiN
**
Re: Ehwaal-e-Mausam … Ba-zubaan-e-Shaeri
kia mi apna she’r likh sakti hun:khums:
EN MOSMON MIN TANHA KAHEN MAR NA JAON MAYN
KAHAN GAYA VO MARAY NAAZ UTHANAY VALA
Re: Ehwaal-e-Mausam … Ba-zubaan-e-Shaeri
aww..
:k:
boht khob gul…:k:
wah wah…boht khob jia :k:
Re: Ehwaal-e-Mausam ... Ba-zubaan-e-Shaeri
Hava kii avaz
Khushk patton kii sarsarahaT se bhar gai
Rosh-rosh par fatada phuulon ne
Lakhon nauhe jaga diye hain
SileTii shuayen
Buland peron par Gul machate
Siyah kauon kii qafilon se aTii hui hain
Har ek janib Khizan ke qasid lapak rahe hain
Har ek janib Khizan kii avaz guunjatii hai
Har ek bastii kashakash-e-marg-o-zindagii se niDhal hokar
Musafiron ko pukaratii hai kiao
Mujh ko Khizan ke bemahar
TalKh ehasas se bachao
Re: Ehwaal-e-Mausam … Ba-zubaan-e-Shaeri
INNO,THANKS:k:
kabi ki thi shaeree ,ab to
kam,kam,kam
jasay chor k pechay police lagi hote hi ,asay bhag rahy hyn
Re: Ehwaal-e-Mausam … Ba-zubaan-e-Shaeri
zindagi isi ka naam hai…lekin ap boht acha likh sakti hain kabhi kabhi time nikal ke likha karo aur humary sath share kia karo ![]()
Re: Ehwaal-e-Mausam … Ba-zubaan-e-Shaeri
toilet mi KAGHAZ QALAM rakhna paray ga:meeno:![]()
i promise bohat jald try MARON gi:k:
Re: Ehwaal-e-Mausam ... Ba-zubaan-e-Shaeri
yunhi mausam ki aada daykh k yaad aya
kisqadar jalad badal jatay hn insaan jana
Re: Ehwaal-e-Mausam ... Ba-zubaan-e-Shaeri
yay barish ka mosam satata bhot hai
yay sawan hamay yun azmata bhot hai
yay nadi ka pani yay jharnay ka naghma
na janay kyun dil ko bhata bhot hai
yay nam hokay barish kai pani mai mati
mairay rooh tak ko mehkata bhot hai
yay sham e odasi yay beega sa mosam
mujko tanhayi ka ehsas dilata bhot hai
tasaver hina oska aysay mai akay
is baichain dil ko rulata bhot hai