Ehsanullah Ehsan

Re: Ehsanullah Ehsan

Karachi main Rangers jo marti hia woh extra Judicial killing kahlati hia… iss baat ko poora karachi janta hia…

iss baat ka elm sirf Khuda kay pass hai.
Shahadat aik azeem martaba hia..
iska certificate sirf Khuda hi issue karta hai Aur Khuda ki nazar main har masoom aur haq parast shaheed hota hia…

matlab tum aik aesa arial adami hia jo ajj tak sabiq ameer ul munafiqeen munwar kay bayan par ara how hai… Taliban kay yaar…

ja jakay munafiq munwar say poch kay taliban shaheed kesay hia…aur Pakistan army ka banda halak kion shaheed kion nahi