Na sio hont, na khwabon main sada do ham ko Maslihat ka taqqaza hy bhula do ham ko
Jurm-e-suqraat sy hat ker na sazza do ham ko Zehr rakha hy tu yeh abby baqa do ham ko
**Bastian agg main beh jaain ky pathar barsin ** Ham agar soy hoy hain tu jagga do ham ko
Ham haqeeqat hain tu tasleem na kerny ka sabab:aq: Han agar harfy ghalat hain tu mita do ham ko
Khizar mashhor hu Ilyas bany phirty hu Kab sy ham Gum hain hamara tu patta do ham ko:lajawab: Ajj mahol ko araishy jan sy hy guryz Koi Danish ki ghazal la ky suna do ham ko:)
Shukriya ham ny frmaish anny sy pehly hi suna di:wink: Osy meri trha yaqeenan patta ho ga ky Pathan hamysha Muzakar ky liy verb main muanas ka seegha istymal kerty hain:D