Ehsan tera ho ga mujj par
Dill chahata hay jo wo kehay do
Mujjay tum say muhabat ho gai hay
Mujjay palkoon ki chaooN main rehnay do
Tum nay mujj ko hansana sikhaya
Ronay kaho gay to ro lain gay ab
AnsooN ka humary ghum na karo
wo behtaiN haiN to behnay do
Mujjay tum say muahabat ho gai hay….
Chahay bana do chahay mita do
Maar bhi gay to dain duaiN…
UR uR kay kahay gi haak meri
Phir dard-e-muhabat kehnay do
Mujjhay tum say muhabat ho gai hay
Mujjhay palkoon ki chaooN maiN rehnay do..