**~~ ehsaas-e-mustarak ~~**

**maiz par rakhay hoay glass ko
ham nay aik saath uthaanay ki koshis ki
too main nay ghabraa kar haath palat liya
ous nay bhi haath rook liya
main nay ous ki taraf daykha
too wo bhi mayree taraf daikh raha tha
main nay ghabraa kar edhar udhar daykha
ous nay bhi nazrain chooraa leen
main muskouranay lagi
too wo bhi haans deya
ham kisi mushtarka ehsaas kay diaray main thay

**

oh Soooo Lovely...Zabardast... Tareef kay liye alfaaz kam hain... khobsorat sooch...
Thanks a lot for sharing...

beautiful...

:k: bohat khoobsurut hai :k::k:

Thanx 4 sharing MdM :slight_smile: