Duwa...

jab hum chalen to apna saya bi na saath de
jab tum chalo zameen chale aasman chale
jab hum ruken to saath rukey shaam-ae-bekasi
jab tum ruko bahar rukey chandni rukey



Haas ke gam sah le magar gam ko mukaddar na baana
Dil ko har haal mein dil rahe.ne de pathaar na baana

Khawab toh khawab hai tutega toh dil tutega
Jhoote khawabon se koi zakhm toh dil par na baana

Ek mein hun joh wafa ke kar bhi badnaam hua
Ek woh hain ke sitam kar ke sitamgar na baana

Aaj muh mod liya usne toh ahasaas hua
Dil yeh kahe_tha raha har ek ko dilbar na baana 


:)

:k:

Kanwal beautiful..........

beautiful:k::k:

bahut khoob kanwal gr8!