dushta-e-tunhaye main, aay jaan, yeah jahan lurza hay
tere awaz kay sayae, teray hontoan kay sarab
dushta-e-tumhaye main duri kay khas-o-khak tulay
khil rahay hain, tery pehlu kay saman aur gulab
uth rahe hay kaheen qurbat say tere sana anch
apne khusbu main sulagte hue madhum madhum
dur ufaq par, cjamakte hue qatra qatra
gir rahe hay tere dildar nazar ki shabnum
is qadar piyaar say, aay jana-e-jahan rukha hay
dil kay rukhsar pay is waqt tere yaad nay haath
yun gumaan hota hay, gurcha hay abhe subhay’e faraq
dhul giya hijr ka din, aa bhe gaye wasal ki raat