*Dusht-e-hijhraaN main na saaya na sada teray baad
Kitnay tunha hain teray aablaa-paa teray baad
Tujh sey bichra tuo murjha kay howa bard-e-hawa
Koun daita mujheey khilney ki dua teray baad
Milney waaley kai mufhoom pehn ker aaye
Koi chehra bhi na aankhoon ney purha teray baad
Meri dukhti howi aankhoon sey gawahi laina
Mae ney soocha tujhey apney sey siwa teray baad
Ye alug baat kay afshaa na howa tujh pe warna
Mae ney kitna tujhey mehsoos kiya teray baad.. *
good to see something from you after a while .... it is nice thanks for sharing
Azad
4
Ye alug baat kay afshaa na howa tujh pe warna
Mae ney kitna tujhey mehsoos kiya teray baad..
waqee woh kabhi nahi jaan pay gii … Azad nay kitni shidat say chaha hay ussay.
Welcome sudaii jee
long time no c … thanks for sharing
Thanx Azad… 
aur haan meray papers ho rahey thay… 
Thanx All… 

Azad
10
Hum bhi kabhi kabhi daikh aatay hain keh aaj paper main kia hay 
Azad
11
system
13
istaghfirullah 
ye sub mae ney kub kiya hai?? 
hur kissi ko APNEY JAISA na samjha kerain… 
Adab arz
system
16
bohat hunsi aa rahi hai.. 
**BS k bachey.. ** 

Azad: 