~~*~~ Dushmani Offer ~~*~~

Chalo Chalo jiss jiss nay maira dushman bananan hay apna naam likhwa day …

**Aur Agar kissi aur ka bhi Dushman banana hay tou uss ka naam bhi bata day … **

**MOD are **requested to create a window for “Dushman” as well like we have for Friends …

**Mairi Sub Say Bari Dushman Hay
FAsanti Aur Uss Key Sari Key Sari Cheelian **:rawr:

:2guns:

Re: * Dushmani Offer *

sab dushmanss ka liya ..:2guns:

Re: * Dushmani Offer *

O Bhai DF itni Firing theen naheen hay … dushmanoon ko aanay tou Do yahan phir bhaga bhaga kar marain gay :dixsi:

Re: * Dushmani Offer *

:rotfl:

:k: nice thread…
bewaqufi kee had hotee hai…u us say be aagay nikal challay… :stuck_out_tongue:

:jhanda:

**Chalo Fasadan apna kaam karo :nessy:
to the point Baat karo **(jo kah mushkil hay)

itna ghoor kar kyoon dekh rahay ho meri terf?..
and ungli kyoon uper kee huwi hai?
abbi abbi naak sai he nikaali hai kya? :cb:

kohnsi baat sunna chahte ho?
hain?
jee? :wink:

**Haan naak say nikali hay chaat lo tum , itna munh main paani lanay key kia zaroorat hay **:omg: :omg: :yahoo:

Agar phir bhi dil Nah bharay tou maira gadha bhi tumhari khidmat main kuch paish karna chahta hay :gadha:
**
Hum say nah Takrana hum say hay zamana **:yahoo: :yahoo:

:rotfl: :rotfl: :rotfl:

Bismillaah karro jee…
ham dusro kay haath say nahin khate :stuck_out_tongue:

apki gaddhay kee barree meherbaani ho…
lekin hamare dill ko acha nahin lagta kay aapka khana (jo aapka gadha paish karta hai) ham apni khidmat mai lay layen :yahoo: :stuck_out_tongue: :yahoo:

aap say ham kyoon takrayen jee?
ham bewaqufon say door rehna pasand karte hain…
aur uper say tum nahate be nahin aur gande ho…
so fikar not…ham nahin takrayen gaye…

lekin ek baat theek say sun lo!
aggar tum mujsay takray na…to !

:jhanda:

Re: * Dushmani Offer *

Kyun itni golian zaya karrahe ho aap log?

one goli per dushman will be enough :hmmm:

Re: * Dushmani Offer *

:nono4:

Re: * Dushmani Offer *

:jhanda:

FAsanti kissi pay goli nahin chalay gee :slight_smile:

at least not with a gun…

FAsanti will use her bak bak :wink:

:jhanda: :jhanda:

**Fauji Sahib maira Dushman Jub paida howa tha uss waqat he nahaya tha tou uss kay jism par iss qadar mail hay kah Golian aar paar naheen ho rahi hain :2guns:

Fasadan aab nah larna mujh say, main nay tumhara naam to naheen lia hay :shoaby:**

achee baat hai u ko mera naam lena he nahin aata…
bewaquf jo ho :stuck_out_tongue:
wese mera naam saaf suthra sa to hai…u ki zubaan par aa kaay ganda na ho jaye so :k:

:jhanda: :shoaby::shoaby::shoaby: :jhanda:

**
Baja irshaad farmaya Fasadan nay , She is so much smelly so banda tou khud ko he goli mar laita hay bajay larnay kay :sadaf:

**:bobo:

Re: * Dushmani Offer *

:shoaby: khush kar ditta oye

tunay bewaquf hotay waqt thori akkal ka istemaal leeya…
hope u liked da goli :stuck_out_tongue:

Re: ~~~~ Dushmani Offer ~~~~

**Mairay Thread ka baira Gharaq Kar Dia .....

Mairi Pahli Aur Akhri Dushman hay Pahli Dushman

FAsanti aur uss key chailyaan ...... **

Re: * Dushmani Offer *

:jhanda: whoohooooooooooow :jhanda:

       .                 :D

Re: ~~~~ Dushmani Offer ~~~~

aww Bless...
challo koi to hai fir ;)
tum iss khwaab mai he khush raho uncle :p

Re: ~~~~ Dushmani Offer ~~~~

Main dushmen saroh ki:@:

Re: * Dushmani Offer *

ooohhh sanaan :smilestar:…me no dushman… me only give ma friendship…:hugz: