Dus bahanay kar kay lay geyah dil * Sachi *

here now , here now , every budy put ur hands up in the air now . . . .

uS ke ankho mai baatay , baato mai jaadu , here now , here now , uS ke ankho mai baatay , baato mai jaadu , jadu mai khooo gaie hum , hoo gaie bayqabOoo , i looked at u , u looked to me , or ho gaie muskil , and u became my destiny , tu he mari manzil . . . . .

DUS bahanay kar kay lay gaie dil :wink:

wesay yah baat sumhaj nahi aaie kay jab * Dus * aarahay tha tu phir dil kesay lay kar bhag sakta hai koie , woh tu us waqat toilet mai ho ga nah :konfused:

Sumhaj nahi aarahe nah , * DUS * mai peeit kharab hota hai tu phir dil say kia connection peeit ka :konfused:

Re: Dus bahanay kar kay lay geyah dil * Sachi *

hmmmmmm… :confused:

shayed is liyay keh farsi main pait ko dil kehtay hain, kya shaaer apnay mehboob say farsi main baat kar raha hai???

Re: Dus bahanay kar kay lay geyah dil * Sachi *

^ dil nahi ishkam kahtay hay :smack:

Re: Dus bahanay kar kay lay geyah dil * Sachi *

ab main nay kia keya hai yaaar :frowning: