Durd itna tha k us raat Dil-e wehshee nay
Hur ragay Jaan say ulajhna chaha
Hur bin mo say tipakna chaha
Aur duur kahin teray sahin mein
Pata pata meray ufsurda Laho mein dhuk kur
Husnay mahtaab say Azurdah nazzar aanay laga
Meray weerana-e tun mein goya
Saray dhuktay hoaay raishoon ki tanabein khul kur
Silsala waar pata dainay lagi
Rukst-e Kafla shouq ki tyaari ka
Aur jub Yadoon ki bhujhtee shamo’n mein nazar aaya kahin
Aik pal, akhri Lamha, teri Dildari ka
Durd itna tha k us say bhee guzarna chaha
Hum nay chaha bhee mgr Dil nay na tehrna Chaha…*
[QUOTE]
*Originally posted by HeArT HaCKeR: *
Durd itna tha k us raat Dil-e wehshee nay
Hur ragay Jaan say ulajhna chaha
Hur bin mo say tipakna chaha
Aur duur kahin teray sahin mein
Pata pata meray ufsurda Laho mein dhuk kur
Husnay mahtaab say Azurdah nazzar aanay laga
Meray weerana-e tun mein goya
Saray dhuktay hoaay raishoon ki tanabein khul kur
Silsala waar pata dainay lagi
Rukst-e Kafla shouq ki tyaari ka
[/QUOTE]
Beautifully put by Faiz...thanx for sharing HeArT HaCKeR