1 larki dupatta rangwane gaee!
Larka: baji isko kesa rang doon?
Larki: isko aisa rang do ke na safed ho na kala, na laal ho na gulabi, na peela ho na narangi, na neela ho na aasmani, na jamni ho na harra ho..
aur haan mein ye kab lenay aaoon?
Larka: tab aana jab na hafta ho na itwar, na peer ho na mangal, na budh ho na jumeraat, aur na jumma ho,
or haan Yaad se le jana… ![]()