dunya mai gumnaam raho

Nuqtawaron ne humko sujhaya
khaas bano aur aam raho
mehfil mehfil suhbat rakho
dunya mai gumnaam raho

By Mukhtaar Siddiqui

Re: dunya mai gumnaam raho

Agree.. I follow this

Re: dunya mai gumnaam raho

achi advice hai
leken gumnaam raho gy to courier wala kaisay ponchay ga :p

Re: dunya mai gumnaam raho

Muqawwe can you plz summarize the four lines in simple urdu/english and tell me wht nuqtawaron means :@:

Aijazali mere paas waise bhi coutier wale nai aate :frowning: I go n pick stuff from their office :naak:

Re: dunya mai gumnaam raho

Aaj ke daur main ziada show shaw karo to bhai log utha lete hain :)

Re: dunya mai gumnaam raho

:hehe:

Ok ok sirf third line ka kya meaning hai?

Re: dunya mai gumnaam raho

Matlab her aire ghaire ki party main jao, muft ka khana khao :p

Re: dunya mai gumnaam raho

:lajawab:

Re: dunya mai gumnaam raho

:rotfl:
kya baat hai janab ke ?:5: aaj extra achey mood mai lug rahe hain ?:faizy:

So kitni mehfilon mai bin bulaye gaye hain aap?:5:

Thanks pk :smiley: