***DuniyaN badhli rut badhli tum kioN badlay bolo na ** *
DuniyaN badhli rut badhli tum kioN badlay bolo na
Sawan aya barsa gaiya, tum bhi roay batao na
Hawa na theri, waqa na thama hum kioN rukay poocho na
Saab ko chooRa tumray siwa ya kioN kiya socho na
RotaiN haiN kioN itna hansi kahaN kho gai humari
Kabhi mil bethaiN gay to tum ko hum batlaiN gay
Jo bataN kabhi tum nay kiN wo kabhi hum tum ko sunaiN gay
Kanch ki guRiya ki tarah us rooz hum raiz raiz ho jaiN gay
mujj say to aap na hi poochaiN to acha hay…tabiyat zara qadarey ziyadha hi nsaz thi.ab theak hooN…Allah ka shukar hay…good.ata raha karaiN warna sochna paRta hay ap kahN gay:D