Dania
1
Duniya ko mere dil say shikayat ajab hain
Main kaisay bataon mairay halaat ajab hain
Main to wohi kehta hoon k jo beeet raha hay
Aur loog yeh kehtay hain khayalaat ajab hain
Ab k koi ehsaas bhe hoonay nahe daita
Ab k to tere dil k kamalaat ajab hain
Apni to hay sab jung ki tayare mukammal
Per muday muqabil k bayanaat ajab hain
Mashkook se khamoshi hay bay chain laboon per
Masoom se aaankhoon main sawalaat ajab hain
system
2
Re: Duniya ko mere dil say shikayat ajab hain
Very nice :k::k:

wah wah app ki kiya baat hai…
nice one :k:
MANAN
7
ajab hai
well btw beautiful 
chodhry
8
Re: Duniya ko mere dil say shikayat ajab hain
:k: :k:
ASA
9
wah wah **app **ki kiya baat hai… 
Wah! kya selection hai aap ki… thanks for sharing Dania_2000