http://www.paklinks.com/gs/imagehosting/1473446a6e688d2b5e.gif
Re: - Duniya ko hai phir ma'arka-e-Rooh-O-Badan Pesh - By Allama Iqbal
AQ,
Iqbal's thought provoking poems are instilling, always.
thanks for reminding the nation building responsibility by sharing this poem.
Dushwari
Re: - Duniya ko hai phir ma'arka-e-Rooh-O-Badan Pesh - By Allama Iqbal
waqai main bohat he nice sharing heye AQ jee
Re: - Duniya ko hai phir ma'arka-e-Rooh-O-Badan Pesh - By Allama Iqbal
^thanks
AQ, Iqbal's thought provoking poems are instilling, always. thanks for reminding the nation building responsibility by sharing this poem. Dushwari
nation building responsibility... I concur :)
Re: - Duniya ko hai phir ma’arka-e-Rooh-O-Badan Pesh - By Allama Iqbal
wah Anwaar bhai! zabardast poem! thanx for sharing :k:
Re: - Duniya ko hai phir ma’arka-e-Rooh-O-Badan Pesh - By Allama Iqbal
2nd poem is :k:
Re: - Duniya ko hai phir ma'arka-e-Rooh-O-Badan Pesh - By Allama Iqbal
thanks. :)
Re: - Duniya ko hai phir ma'arka-e-Rooh-O-Badan Pesh - By Allama Iqbal
me iqbal ko kam kam parti lakin 2nd 1 nice :)
Re: - Duniya ko hai phir ma’arka-e-Rooh-O-Badan Pesh - By Allama Iqbal
aur maiN naY paRhaa hee sirf Iqbal ko hai ![]()
Re: - Duniya ko hai phir ma’arka-e-Rooh-O-Badan Pesh - By Allama Iqbal
cuz ap ne urdu maiN MA kia hai me thahri nikami un ki shairi bohat aqeel hai..nikami us ka bhoj nahi utha sakti na ![]()
Re: - Duniya ko hai phir ma’arka-e-Rooh-O-Badan Pesh - By Allama Iqbal
maiN naY Pakistan saY sirf Intermediate kiyaa thaa, woh bhee Pre-Engineering maiN and my schooling was done in English medium school :halo:
Re: - Duniya ko hai phir ma’arka-e-Rooh-O-Badan Pesh - By Allama Iqbal
phiR ap Karanchi se hooN gain na me tu punjaban ![]()
Re: - Duniya ko hai phir ma'arka-e-Rooh-O-Badan Pesh - By Allama Iqbal
very nice :)
Re: - Duniya ko hai phir ma’arka-e-Rooh-O-Badan Pesh - By Allama Iqbal
Afraad kay haathoN maiN hai aqwaam kee taqdeer
Hur fard hai millat kay muqaddar ka sitara :k:
Thank you for sharing.