Duniya Ki Ronaq

Sau baar chaman mehka, sau baar bahaar ayi,
Duniyaa ki wohi ronaq, dil ki wohi tanhayi..

Re: Duniya Ki Ronaq

dil itna dheet :hayaa:

Re: Duniya Ki Ronaq

Is sy bhi kahin zyada..

Re: Duniya Ki Ronaq

Char mein se aik chamber mein tou jagah de deni thee kisi aik ko :p

Re: Duniya Ki Ronaq

Sub pehly hi booked hai :wink:

Re: Duniya Ki Ronaq

Seems like

Yeh duniya Haseeno ka mela
Us mein yeh dil akela

Re: Duniya Ki Ronaq

Nice 1