muddii
1
Duniya Kay Sitam Yaad Na Apni Hee Wafa Yaad
Abh Mujh Ku Nahee Kuch Bhee Muhabat Kay Siwa Yaad
Chaira Tha Jissay Pehlay Payhel Tairee Nazar Nay
Ab Tak Hai Woh Ik Naghma-e-Bay Saaz o Sada Yaad
Kiya Lutf Kay Main Apna Pata Aap Bataoun
Keejiay Koi Bhooli Hui Khas Apni Adda Yaad
Jub Koi Haseen Hoota Hai Sar Garam-e-Nawazish
Uss Waqt Woh Kuch Oor Bhee Aatay Hain Siwa Yaad
Kiya Jaaniay Kiya Hoo Giya Arbab-e-Janoun Ku
Murnay Key Adda Yaad Na Jeenay Key Adda Yaad
Mudat Howi Ik Hadisa, Ishq Ku Laikin
Ab Tak Hai Tairay Dil Kay Dharaknay Key Sada Yaad…“Sighs”
Re: Duniya Kay Sitam Yaad Na Apni Hee Wafa Yaad

pktun
3
Re: Duniya Kay Sitam Yaad Na Apni Hee Wafa Yaad
aalaa bht khoob :k:
Re: Duniya Kay Sitam Yaad Na Apni Hee Wafa Yaad

Re: Duniya Kay Sitam Yaad Na Apni Hee Wafa Yaad
Thank u Pktun:)
Re: Duniya Kay Sitam Yaad Na Apni Hee Wafa Yaad
hmm Jigar moradabadi ki ghazal .. Begum Akhtar ne gaai hai..
thanks for sharing :k:
Re: Duniya Kay Sitam Yaad Na Apni Hee Wafa Yaad
Awesome :k:
Re: Duniya Kay Sitam Yaad Na Apni Hee Wafa Yaad
Yep:) You are welcome
Re: Duniya Kay Sitam Yaad Na Apni Hee Wafa Yaad
Thank you:)
Aryaan
10
Re: Duniya Kay Sitam Yaad Na Apni Hee Wafa Yaad
Nice One Muddii..:k:
babri
11
Re: Duniya Kay Sitam Yaad Na Apni Hee Wafa Yaad
Nice
muddii
12

Thank you Aryaan:)
muddii
13
Re: Duniya Kay Sitam Yaad Na Apni Hee Wafa Yaad
Nice
Thank you babri:)