Duniya k ai musafir!munzil tairi qabar hai
Tai kr raha hai jo tu dau din ka yeh safr hai
Duniya k ai musafir!
Jub sai bunee hai duniya lakhon kuroron aey
Baki raha na koi mutee main sub sumaey
Is baat ko na bhoolou sub ka yeh hi hushar hai
Duniya k ai musafir!
Yeh a’lee shaan bunglai wahan kaam k nahin hain
Mukhmal main saunay waley mutee main sau rahey hain
Dau guz zameen ka tukrda chohta sa taira gher hai
Duniya k ai musafir!
Ankhon sai tu nai apni dekhay hain kitnay junazai
Hathon sai tu nai apnay dufnaey kitnay murday
Unjaam sai tu apnay kyun itna baikhubar hai
Duniya k ai musafir!
munzil tairi qabr hai!
Re: Duniya k ai Musafir
:k:
Re: Duniya k ai Musafir
:k:
Re: Duniya k ai Musafir
So Realistic..
Re: Duniya k ai Musafir
thanks sunny boy,nikami jee and Ahmer