Re: Duniya Goal hay…
abay ![]()
age group say kya matlab
kyon mairee jawani ko nazar laganay par tulay huay hoo - bass thooRay baal sufaid ho gaiey hain - aur chashma lag gaya hay - laikin aisa tu nazlay zukam say bhi ho jata hay ![]()
baqi sub theek hay ![]()
Mujhay Bhai umer say notes bhi lainay hain abhi ![]()
imtehaan qareeb aa raha hay ![]()