DUlha Mil Gaya

:salam:

Hamara zikr hua har fasaney mein
tau kya hua jo thori der hui aney mein

ye backwass film dekh kar
kissi bachey ka susu nikal gya pajamey mein

Agar koi hum se rooth jae
tau kya jata hai mananey mein

agar wo attitude dikhae
tau der na karein usse lagane mein

iss mein sharam ki koi baat nai
kyu k…hum ne P.hd ki hai naa sharmaney mein

Mujhe bohot hasrat hai k kuch llogon ko kahon
bhai kya jata hai tera nahaney mein

Mujhe pata hai kuch ko ye sab chawal lag raha hai
Lekin mujhe maza aa raha hai kissi ko hasane mein

“kuch nahi” kehtey hain sab log
kya sach hai is bahane mein

meri baat kissi ko achi lagey na lagey
mujhe maza aa raha hai kissi ko hasane mein

aap ko jaisa b laga…
plz jaldi ki jiye batane mein

:cb:

Re: DUlha Mil Gaya

:biggthumb:

Bella123 :welcome: n enjyo :smiley: at GS. :slight_smile:

Re: DUlha Mil Gaya

good one LK

Re: DUlha Mil Gaya

Thanx :)