Jab ankh mein ansoo ataay hain jab dil ki dharkan rotee hai Jab door kahin sanaatay mein Ek chaap si koi hote hai Jab mun mein ansoo girtay hain Dukh hastay hain,dukh hastay hain
Jab raat k saiy dhaltay hain Aur panche punkh andheray mein Ghar lout k ayaa kartay hain Phir hum jaisay dewaanay log Prem ki aag mein jaltya hain Dukh hastay hain,dukh hastay hain
Jab waqt k koray kagaz par Bus rang bharna rah jata hai Aur sung chalna rah jata hai Phir apnay saat samandar parr Door kahin jaa bastay hain Dukh hastay hain,dukh hastay hain
dnt cry!!!!!!!!!!!
sab kay sath ye hee maslaa hai..................:)
tumhein aaeena-gari mein hai bohot kamaal haasil
mera dil hai kirchi kirchi, isay joar kar dikhaao
koi QAES tha to hoga, koi KOAHKAN tha, hoga
mere ranj mukhtalif hein, mujhay un se mat milaao