Dukh Bolte Hain

Jb seene ander saans k darya dolte hain
Jb mousam sard hawa mein
Chup si gholte hain
Jb ansoo
Palkein rolte hain
Jb sb awazein apne apne bister pe so jati hain
Tb ahsta ahsta ankhein kholte hain
Dukh bolte hain!!

Re: Dukh Bolte Hain

Wah bauhat khoob. :k: