~~ Dubai Guppies Main Aik Izzafa ~~

Re: ~~ Dubai Guppies Main Aik Izzafa ~~

Aray janaab, yeh banda-e-naacheez is qabil kahaan,
Bus yoon samajh lijiey kay jo beeej aap nay boe thay, hum unko paani daal kar sarsabz fasal bananay main aap ki madad kar rahay hain…:jhanda: