Re: ~~ Dubai Guppies Main Aik Izzafa ~~
Chalo Dubai Chalo...
Re: ~~ Dubai Guppies Main Aik Izzafa ~~
Chalo Dubai Chalo...
Re: ~~ Dubai Guppies Main Aik Izzafa ~~
Altaf Hussain kay zamanay main bhi Karachi ki deewaron par kuch aisa hi likha hota tha:
**
…Chalo Chalo Nishtar Park Chalo…
**
Re: ~~ Dubai Guppies Main Aik Izzafa ~~
**With reference to Umer bhai’s post, now you can see that Dubai is going to be a Center Point of meeting for GS Guppies from all over the world:yahoo:, as you can see, our one Guppy (Umer Bhai) came to join Dubai Guppies from Austria (jis ki misaal GS ki tareekh main kaheen neheen milti).
Thnx to join us Umer Bhai,![]()
Umeed hai US, Canada or other countries say bhi Guppies hamain join karnay aaengay…
**
Re: ~~ Dubai Guppies Main Aik Izzafa ~~
Hay Dubai Guppies,
I think we should change the name of this thread from “Dubai Guppies Main Aik Izzafa” to "Dubai Guppies Main 2 Izzafay".
Because I got another Guppy today (who was hiding himself from very long time), please follow the link:
http://www.paklinks.com/gs/member.php?u=8066
You can find him as Juny^Boy…
Re: ~~ Dubai Guppies Main Aik Izzafa ~~
Sameer Bhai… Masha’Allah aap bari taiz-raftaree say kaam kar rahay hain ![]()
Lagta hey aglay “Dubai Guppies Association” kay President ka election larr-nay ka irada rakhtay hain… ![]()
:desimunda:
Re: ~~ Dubai Guppies Main Aik Izzafa ~~
Aray janaab, yeh banda-e-naacheez is qabil kahaan,
Bus yoon samajh lijiey kay jo beeej aap nay boe thay, hum unko paani daal kar sarsabz fasal bananay main aap ki madad kar rahay hain…![]()
Re: ~~ Dubai Guppies Main Aik Izzafa ~~
^^
Jeeoo Meray LaaL ![]()
Pee’oo meray NaaL :desimunda:
![]()
Re: ~~ Dubai Guppies Main Aik Izzafa ~~
Welcome to both of You…
Chaloo ji ab next meet ki palaning karain…
LR bhai ab Itna Sheesha bhi na piyen aap, is umer main acha nahi hay…:desimunda:
Re: ~~ Dubai Guppies Main Aik Izzafa ~~
Nashter park kaisay jaenge, Dubai mey baithe
Re: ~~ Dubai Guppies Main Aik Izzafa ~~
Chalo Dubai chalo...
Re: ~~ Dubai Guppies Main Aik Izzafa ~~
Aray bhai aur kitna dubai jaien, pehlay hi baithay hain…
Garmi bhi shrou ho gaie hai ![]()
Re: ~~ Dubai Guppies Main Aik Izzafa ~~
^ aray kuch to khuda ka khof karo...
Dubai or Sharjah main kuch to faraq hay... lolz
ha'ey ye garmiii.... koi mujhay Sheesha pila day LR bhai say Cheen k
Re: ~~ Dubai Guppies Main Aik Izzafa ~~
Perhaps today or may be tomorrow we are going to have a :desimunda: party near Rydges Palace Hotel (Satwa). We’ll be delighted if you can join us…
![]()
Re: ~~ Dubai Guppies Main Aik Izzafa ~~
^ jo sharjah dubai ke border pe baitha ho us ko kia karna chahieye ![]()
Re: ~~ Dubai Guppies Main Aik Izzafa ~~
No,
Chalo Chalo, Ski Dubai Chalo…![]()
Re: ~~ Dubai Guppies Main Aik Izzafa ~~
Hay “naKhan”, abhi Ranger bhai ki umar hi kia hai, he is not a civilian, he was an Army man before…
Re: ~~ Dubai Guppies Main Aik Izzafa ~~
Kisi aisay Guppy ko call,
jis kay paas pyari si car ho…![]()
(Hay na good idea, or woh bhi bilkul muft)
Re: ~~ Dubai Guppies Main Aik Izzafa ~~
Ussay double jurmaana lagay ga…
kiyoun kay woh na yahan hey na wahan hey ![]()
![]()
Re: ~~ Dubai Guppies Main Aik Izzafa ~~
Meri choti se 4x4 (yani Ghareeb di Pijaro) main 10 / 12 banday aaraam say aa saktain hain… ![]()
*Jinnay Jinnay jaana lane banaoo, tikat kataoo…
Assan tay jaana Billoo day kaar… *
![]()
Re: ~~ Dubai Guppies Main Aik Izzafa ~~
Thankyou
Dubai mey sarsabz fasal.
yeh to jungle main mungle ho jaye ga