DUbai GS Meet May-2007

Re: DUbai GS Meet May-2007

Daikh lain Khawa-3 aur HaZraaT, yeh bacha kitni maassomiat sey Shoaib bhai kay barabar main baith kar tasveeroun kay Pose day raha tha - aur yeh samajh raha tha kay “Qazi kay barabar Doolha baitha hey - aur Sulhan aaney hi waali hogi” :smack:

Aakhir majboor ho kar Shoaib bhai ney doono haath utha kar Allah :swt: sey duwa ki kay “Aey Allah, iss maasoom :blush: bholay-bhalay banday ki dili murad jald az jald poori kar day” (kiyun kay meri [yani Shobaib bhai ki] bhi “murad” jald hi poori hoonay wali hey :faizy:

>>>>> .

Aray bhai sahab, itney chotay jumlay main jaan nahi chootay gi… Jald hi apney “Tassuraa’t” bhi post karain… :bailan:

Yesh we did enjoyed a lot… :snooty:

Thank YOU ALL for your replies…

Dubai Dubai hey aur Dubai kay Guppies ki kia baat hey… :lajawab: