Daikh lain Khawa-3 aur HaZraaT, yeh bacha kitni maassomiat sey Shoaib bhai kay barabar main baith kar tasveeroun kay Pose day raha tha - aur yeh samajh raha tha kay “Qazi kay barabar Doolha baitha hey - aur Sulhan aaney hi waali hogi”
Aakhir majboor ho kar Shoaib bhai ney doono haath utha kar Allah :swt: sey duwa ki kay “Aey Allah, iss maasoom bholay-bhalay banday ki dili murad jald az jald poori kar day” (kiyun kay meri [yani Shobaib bhai ki] bhi “murad” jald hi poori hoonay wali hey
>>>>> .
Aray bhai sahab, itney chotay jumlay main jaan nahi chootay gi… Jald hi apney “Tassuraa’t” bhi post karain…
Yesh we did enjoyed a lot…
Thank YOU ALL for your replies…
Dubai Dubai hey aur Dubai kay Guppies ki kia baat hey…
waisay jab larkiyan keti hain no comments (mujhay nahi pata) some thing like that tau iss ka matlab hota hai wo razi hain:D ya kam uss kam 50% tau razi hain hee:) .
Aur ye kiya hollowman (bhai) ko bula rahi hoo main koi darta hoon iss khali (Khokhlay) aadmi say:grumpy: .
wow wow aakhir ho gai guppy meet.
yaar sub log baray fit lag rahay hain
Ayaz bhai to jawan he hotay ja rahay hain, Addie nay to bar-dikhaway k liye pic bhi post kar di hay.
Umer bhai & Ziyaan Mashallah ziyaan is soooooo cute
Shoaib bhai hmmmmm kia baat hay janab khob rang aa raha hay face pay…
Welcome Deep_ocean, kahan thay bhai abhi tak,
meray baghari meet liye na tum log…
kisi nay nahi bataya khana kesa tha
Hey dude. Meet was excellent aur khana is also delicious. Maza a gaya badshahoo. Tussi kab a rahay hooo suna hay kay schedule kay mutabiq nahi aoo gay kuch late ho gay is it true.
ab mujhey kaise pata..mujhey to koi kuch batata bhi nahi hai
jab her guppan yehi kahti hai to iss mai mai kia keroon …waise wo her gappan hai kon..mujhye to dubai ki koi nazer hi nahi aati poorey cafe mai Sadaf ke illawa…