system
January 5, 2004, 12:07pm
61
*Originally posted by MehnazQ: *
There are quite a few places Boss .
Nice pics! I really want to go to Dubai. It is definitely on my list of places to visit … inshallah one day soon!
Thanks MehnazQ :~)
**kino ** acha chalo teeka leen main ney aankhain .. ab dekhta hoon tum kesi nazar aati hoo
system
January 5, 2004, 12:17pm
62
*Originally posted by &Passionate: *
bhai sahab ..ub ena ziada akhroot bolney ki bhi zaroorat nahi hai na
waisey ub nahi bolun gi ke aap nazar nahi aatey…maantye hi nahi hein aap
acha kaki akhroot .. ab tumko main akhroot bool kar akhroot ko gussa nahi dilaonga .. ok!!
yaar maaney wali baat hogi to zaroor manoon ga
*Originally posted by NaasPeeta: *
shukar karo .. sirf khwaab hi aatey hain .. main khud nahi aa jata
yaar bhaabi ko pata chaley ga to kiya hoga ?? ziyada sey ziyada chittar hi parain gey na ??? tou wo konsi nai baat hey so , jou karna hey jaldi sey kar lo ;~)
PS: kiya karoN .. khali naina wali nahi kaha jata na … bhooli bhaali kehna zaroori hota hey
…uff allah jee…shadde shadu budhay… ..kuch sharam karo abb to khwaaboon main anney kee batain na karo..
…bhabbi say chitaar parhnay kee adaat tumhey hanna …muhey nahi is leay zara dar lagta hai…
…
P.S.tum aur tumharee batain…
kiya photography hay :k:
Bundle of Thanx for sharing
kino
January 6, 2004, 11:32pm
65
ye bhabee kider reh gayin?:o
system
January 12, 2004, 7:02am
66
*Originally posted by naina wali: *
…uff allah jee…shadde shadu budhay… ..kuch sharam karo abb to khwaaboon main anney kee batain na karo..
…bhabbi say chitaar parhnay kee adaat tumhey hanna …muhey nahi is leay zara dar lagta hai…
…
P.S.tum aur tumharee batain…
Dil key tukrey tukrey kar key .. muskura key chal diye …
tauba tuaba … kis kadar bisti bhari howi hey tumhari reply main
system
January 12, 2004, 7:03am
67
You are welcome
Kino : yeah tumloog mujhay bhaabi ka naam ley kar kiyoN daratey hoo ???