*
Wohi tha runG udasi ka rahguzaR jasa
Raha meray ghaR main bhi aala’M wohi safaR jasA
Dua’aiN day meray ashkoo-N ko sham-e-hijar kay chanD
Damak gya teRa chehrA meri sehar jasA!
Rula gya mujhay tanhaiyoO ki maNzil paR
khalos moj-e-hawa ka woH hum safaR jasA
Kisay bata’O us say bichaR kay kya guzRi hai?
Kaha gya woH meray ghaM say bekhabaR jasA
Tu ajNabi hai to shaieD tujhay na raS aye
UjaaR dasht ka andaZ meray ghaR jasA
Lamhay
November 13, 2002, 3:41pm
2
Bahut khoob chand chehra ji!
Phir vohi hasil e safar nikla
jis peh phoncha voh tera dar nikla
umr phir kat gaye thi Sehra mein
ek din aisay kaam par nikla
haye voh din keh dhoop urhi thi
phir kahan chaoon mein yeh sar nikla
lut gaya manziloon say pehlay hi
rahzan mera humsafar nikla
hal e dil bhi usay nahin maaloom
charagar kaisa bekhabar nikla!
Nazam
November 13, 2002, 4:57pm
4
Ache hae chand par kiski likhe hae?
Re: Dua'aiN day meray ashkoo-N ko sham-e-hijar kay chanD
[QUOTE]
Originally posted by chand_chehra: *
Rula gya mujhay tanhaiyoO ki maNzil paR
khalos moj-e-hawa ka woH hum safaR jasA
Kisay bata'O us say bichaR kay kya guzRi hai?
Kaha gya woH meray ghaM say bekhabaR jasA
[/QUOTE]
v nice chando g like always thanks 4 sharin...:)
nikii
November 13, 2002, 7:36pm
7
bhut khoob chando siso :k:
Tu ajNabi hai to shaieD tujhay na raS aye
UjaaR dasht ka andaZ meray ghaR jasA
umm nice ...
thanks every1
** nazam **sis ye Mohsin naqvi ki gazal hai
well soching kay tum nay invite kia he nahi
aur pehlay he say assumption kar li kay i wont like ur ghar :p
[QUOTE]
Originally posted by chand_chehra: *
Wohi tha runG udasi ka rahguzaR jasa
Raha meray ghaR main bhi aala'M wohi safaR jasA
Dua'aiN day meray ashkoo-N ko sham-e-hijar kay chanD
Damak gya teRa chehrA meri sehar jasA!
Rula gya mujhay tanhaiyoO ki maNzil paR
khalos moj-e-hawa ka woH hum safaR jasA
Kisay bata'O us say bichaR kay kya guzRi hai?
Kaha gya woH meray ghaM say bekhabaR jasA
Tu ajNabi hai to shaieD tujhay na raS aye
UjaaR dasht ka andaZ meray ghaR jasA *
[/QUOTE]
Nice Choice CC.... Faiz Ahmed Faiz kahtay hain....:)
aaiiye haath uThaaye.n ham bhii
ham jinhe.n rasm-e-dua yaad nahii.n
ham ji.nhe.n soz-e-mohabbat ke siwaa
koii but, koii Khudaa yaad nahii.n
wow kyaa ghazab ke alfaaz se rachi bassi tehreer hai ------sach.
eik dam dil ko coma daalne walla icon
dhoonhaa dhaarh explosive selection hoti hai aapki :k:
thank you:)
Muddi
November 15, 2002, 12:47am
15
Re: Dua'aiN day meray ashkoo-N ko sham-e-hijar kay chanD
[QUOTE]
Originally posted by chand_chehra: *
Wohi tha runG udasi ka rahguzaR jasa
Raha meray ghaR main bhi aala'M wohi safaR jasA
Dua'aiN day meray ashkoo-N ko sham-e-hijar kay chanD
Damak gya teRa chehrA meri sehar jasA!
Rula gya mujhay tanhaiyoO ki maNzil paR
khalos moj-e-hawa ka woH hum safaR jasA
Kisay bata'O us say bichaR kay kya guzRi hai?
Kaha gya woH meray ghaM say bekhabaR jasA
Tu ajNabi hai to shaieD tujhay na raS aye
UjaaR dasht ka andaZ meray ghaR jasA
[/QUOTE]
Niceeeeeeeee:)
[QUOTE]
*Originally posted by superglue: *
well soching kay tum nay invite kia he nahi
aur pehlay he say assumption kar li kay i wont like ur ghar :p
[/QUOTE]
:)
Re: Dua’aiN day meray ashkoo-N ko sham-e-hijar kay chanD
Beautiful :k: