Asalam U Alaikum !
How are you all ? Hope fine shine ! Sharing A simple n small nazam hope you all like it !
http://www.paklinks.com/gsmedia/files/36755/collaAge4.jpg
beIng lonEly !!! siD !!!
Asalam U Alaikum !
How are you all ? Hope fine shine ! Sharing A simple n small nazam hope you all like it !
http://www.paklinks.com/gsmedia/files/36755/collaAge4.jpg
beIng lonEly !!! siD !!!
Re: Duaaein Maangtay Hain !
hamien bhi apni duaoon main yaaad rakhiay ga
NIce sharing :-)
wo bholne ke dua manging ![]()
bhoolnay ki duain
… we need to talk
msn par aoo ![]()
hello inno paye ![]()
wo bada raheem-o-kareem hei
mujhe ye sifat bhi ata’a kare
tujhe bhoolne ki dua kerun
toh dua mei meri asar na ho
![]()
Re: Duaaein Maangtay Hain !
Dua Karni hey tou Milan ki kareiN, btw sajdey meiN ki gai dua ziyaada assar rakhti hey :~)
Buhat Khub:)
Hmmmmmmm ![]()
ye version bahtar haiga ![]()
Re: Duaaein Maangtay Hain !
v.good...B.L
Re: Duaaein Maangtay Hain !
MashaAllah:k:
Kion nahi Immu bhai
thx !
![]()
Ab yeh dua kis kaam ki ![]()
Jab milnay ki kar kar ke thak jaye insaan to phir yehi dua nikalti hai ke koi aarzu baaki na rahe dil mein aur insaaan sab bhool jaye magar ye mumkin nahi !
Thx muddi
thannks safia !
achi khabrein khaala ![]()
Jab milnay ki kar kar ke thak jaye insaan to phir yehi dua nikalti hai ke koi aarzu baaki na rahe dil mein aur insaaan sab bhool jaye magar ye mumkin nahi !
Please read Surah Yusuf :-)
Dua kartey rehna chaahiye, kya pata kon si GhaRi aesi ho jis meiN dua Qabool ho jaaey, Mayoosi achi baat nahi hey:-)
Allah ta'ala behtar jaanta hey, kya maloom jo khaahish aap kar rahey heiN wuh aap k liye behtar na ho, is ka ye matlab tou har-giz nahi k Khuda sunta nahi:-)
Re: Duaaein Maangtay Hain !
^ :)
Re: Duaaein Maangtay Hain !
hum nay tu yeh hi daykha hay k theek say mangoo tu Wo dayta hay, khuch aap k liye theek na bhi ho, Wo phir bhi dayta hay aur saath hi jo theek nahi tha uss ko aap k liye theek bhi kur dayta hay :) , koun sa sub khuch fix hay, Wo jub chahta hay ussay badal dayta hay, Uss k pass koi kumi nahi hay kisi bhi chees ki, so theek say mangna aur muslsal mangna plus really iss turha mangna k jaysy dill aur damagh doono ko yaqeen a jaye k haan Uss nay sun tu lieya hay, and feel ho hi jata hay jub Ussay bar bar pokaro, insaan thora khud ko relax feel kurta hay jub uss say theek say maang lay tu. Best time, jub Wo thora Zameen k qareeb aaeya hoota hay :) aur bar bar pukar raha hoota hay, " hay koi jo mugh say mangay , aur main usay day doon " , you know what i mean? :) so mango aur mango aur khob mangoo.... Wo day ga!
Tnaha hoy chacha:barbie:
Re: Duaaein Maangtay Hain !
me ka to koe thx he nehe kerta ![]()
Re: Duaaein Maangtay Hain !