Duaa

Hilaal_e_Eid ki shab
terey sehn_e_chaman mein
Roz Eid ki chandani jagmagey
meri Duaa hai keh
Tere Ghar ke anGan mein
sitaron ki Mala Utar aye
musarat ki in lamhaooN mein
khushiyan terey gird Jhilmalain
bahaRooN sey tera daMan Bhar jaye

duaa Gu. Suraj

Bohat khoob........Thanks for sharing:)

:k:

:k: