buhat khoob
wah…kya dua hai :k:
deep…
aik baar phir buhat khub
raat gayae aksar asa bhe hota hay
dil seenay main
chup ho jata hay
her soo
ik andhiyaar ghup ho jata hay
us lamhay
bus aik dua yaad ate hay
ya Rub!
Tu us ko khush rukhna! (ameen)
nicee :k:
Wah :k::k:
:)
niceeeee :)
Wah:flower1:…
Re: ~* Dua *~
Wah ji Wah....you choice reamins outstanding....as usual
beautiful :k:
Re: ~* Dua *~
[QUOTE]
*Originally posted by P}{ä®mä©Ï§t: *
Moula ...
Tujh say aaj ki shab
Bus aik dua hai..... Aik dua
Beshak mairi aankhon ki qandeel na qaim rakhna
Laikin uss kay khoab ka roshan diya salamat rakhna
[/QUOTE]
posting of the day as long as i am concern.... this is great.... thanks
Thanks all of you...
Re: ~* Dua *~
[QUOTE]
*Originally posted by P}{ä®mä©Ï§t: *
Moula ...
Tujh say aaj ki shab
Bus aik dua hai..... Aik dua
Beshak mairi aankhon ki qandeel na qaim rakhna
Laikin uss kay khoab ka roshan diya salamat rakhna
[/QUOTE]
Pharma Ultti seedhi duain na manga kar ......... aqal ka andha hona kafi nahi jo bechari aankh kay peechay parr gaii ho :( itna pathar dil hona bhi badnaseebi hay keh aisi cheezing type kartay howay bhi aap ka dil khoofzada nahi hota
Allah tera sukhar hay her uss cheez ka jo humray ilm main hain .. our uss ka bhi jo hum say poshida hain.
Re: Re: ~* Dua *~
[QUOTE]
*Originally posted by Azad: *
Pharma Ultti seedhi duain na manga kar ......... aqal ka andha hona kafi nahi jo bechari aankh kay peechay parr gaii ho :( itna pathar dil hona bhi badnaseebi hay keh aisi cheezing type kartay howay bhi aap ka dil khoofzada nahi hota
Mr Azad ! Please try to refrain your self from publishing comments like you did here...These kinds of comments look so odd in a session where so sentimental and heart catching poems and ghazals are posted.......The thing is not to reply only.... but to reply in a good manner if you at all are blessed with the understanding .....I hope you are getting me....Please percieve the contents more as a friend then as a foe....
Thanks and Regards
humm waqee theek kaha aap nay
bat koi bhi ho achay tareeqay say karni chahiay. ...
Pharma jee thanks for your selction ........its one of the best so far ..... allah karay aap aisi hi achi achi duain mangti rahain our allah un ko forran hi pora karta rahay, our aisi bohut sari humari duain bhi aap ko lag jain .. (Ameen)
MDM is it ok now??? jahan bhi aap koi ghalti daikhain plz bata dia karain, nawazish hogi

**
Thanks Azad !...you have a big heart...thanks you understood me...I mean, we have no right here to discourage anyone.......we are here to elevate everyone's attempt....Thanks Azad again...**
[QUOTE]
*Originally posted by Man de Mouj: *
**
Thanks Azad !...you have a big heart...thanks you understood me...I mean, we have no right here to discourage anyone.......we are here to elevate everyone's attempt....Thanks Azad again...**
[/QUOTE]
aray nahi sub apanay jigar goshay hain ..... hum bhi aap ki tarah logon ka bhala hi chahtay hain buss sirf farq style ka hay ...
koi khaii main gir raha ho to aap ussay rokhtay hain sabar karain gii aap kay aghar kantta hay .. aap kantta hata'tay hain our khetay jain hozoor rasta saaf hay. lain jee hozoor gay saf rastay say khaii main
hum ussi andhay ko apnay style main pukartay hain ..... oy kotay ... amma teri jaan jo roay, ab andha kota pathar marnay ko jukta hay to kantay chub jatay hain ... woh pathar maray ya na maray .. rukh badal layta hay.
khair humain aap ka style ziyada acha laga
p.s
rahi baat pharama ki to woh jo bhi hain humain dil o jaan say aziz hain .. aray bhai pharma to door ki baat humain Aadhoori bhi aziz hay .. maghar aik meter kay faslay say ....(aab aap phir ghalat na samjh lain so wazahat kartay chalain ... woh iss liay keh un say her waqt iodin ki bu aati hay :D)