Ye dua hai meri rab se
Tujhe doston main sab se
Meri dosti pasand aaye
Meri dosti pasand aaye
Re: dua
matlab? ![]()
Dua hai bhayee.
Saadgi main, dosti main, aashiqui main
Jo bhi pasand aaye mera pasand aaye
I am very competitive when I want to be. Easily haar nai maanti.
Re: dua
waah…na jaane mujhe kiuN yeh naGhma yaad aa gayaa:
**
tujhe pyaar karte karte yuN hii 'umr beet jaaye
karuuN jo maiN be_vafaaii, mujhe maut bhii na aaye! **![]()
waah…na jaane mujhe kiuN yeh naGhma yaad aa gayaa:
**
tujhe pyaar karte karte yuN hii 'umr beet jaaye
karuuN jo maiN be_vafaaii, mujhe maut bhii na aaye! **![]()
[/quote]
Main jis dun bhula dun tera pyar dil se
Wo din aakhri ho meri zindagi ka
Yeh aankhen usi roz ho jaayen pathar
Jo tere siwa dekhen chehra kisi ka
Re: dua
pathar nai..Andhi ab doobara soch lain abhi b time hai ![]()
Re: dua
pathar daal ke madz ne gaana likhne wale ko sangsaar kar dia ![]()
Re: dua
Dua hai bhayee.
Saadgi main, dosti main, aashiqui main Jo bhi pasand aaye mera pasand aaye
I am very competitive when I want to be. Easily haar nai maanti.
jeena sirf mere liye approach?
Re: dua
ab ya to pathar banain gi ya andhi ab mukarney nai dena : P
ab ya to pathar banain gi ya andhi ab mukarney nai dena : P
[/quote]
Uffo pathar ya andhi, ek hi gal ae. Jaise MQ aur khushk-mizaaj, same to same hai.
Re: dua
tum kab aayiiN? ab aa gaii ho to kisii shaaKh par tum bhii baiTh jaao merii taraH…ab ronaa dhonaa nahiiN…ok?
patthar hii ziyaada mauzooN hai kiuN k:
laRkii agar Ghulail jaisii aaNkh se patthar kii aaNkh maare
aise] to laRkaa to aanan faanan hii TaayeN TaayeN Fish ho jaayegaa! ![]()
jeena sirf mere liye approach?
[/quote]
Not necessarily. Jiyen sab ke liye but Soulmate ek hi hota hai.
tum kab aayiiN? ab aa gaii ho to kisii shaaKh par tum bhii baiTh jaao merii taraH…ab ronaa dhonaa nahiiN…ok?
patthar hii ziyaada mauzooN hai kiuN k:
laRkii agar Ghulail jaisii aaNkh se patthar kii aaNkh maare
aise] to laRkaa to aanan faanan hii TaayeN TaayeN Fish ho jaayegaa! ![]()
[/quote]
Astagfirullah kya manzar kashi ki hai ![]()
Re: dua
Main jis dun bhula dun tera pyar dil se
Wo din aakhri ho meri zindagi ka
Yeh aankhen usi roz ho jaayen pathar
Jo tere siwa dekhen chehra kisi ka
iskaa jawaab maiN likh rahaa huN...fil badeeh nahiiN ho paayaa...abhii sone jaauuNgaa to gireh lagaauuNgaa...:D kal sunaauuNgaa iskaa jawaab. :) iA
iskaa jawaab maiN likh rahaa huN…fil badeeh nahiiN ho paayaa…abhii sone jaauuNgaa to gireh lagaauuNgaa…
kal sunaauuNgaa iskaa jawaab.
iA
[/quote]
Ji aur jo khaufnaak manzar app ne biyaan kiya hai, uske baad meri rahi sahi neend bhi gayi. Khaab main bhi pathar bentay nazar aayenge.
Shayari ulti par gayi.
Re: dua
astaGhfaar na bhejeN, marHoom ke liye awwalan to inna lillahi wa inna ilaihii raaje’oon kaheN phir ba’d az aaN du’aa e maGhfirat kareN! ![]()
Re: dua
Ji aur jo khaufnaak manzar app ne biyaan kiya hai, uske baad meri rahi sahi neend bhi gayi. Khaab main bhi pathar bentay nazar aayenge.
Shayari ulti par gayi.
lol...ab itnaa bhii na sahmeN...meraa naam le kar so jaayeN, iA bhoot paret meraa naam sun kar meeloN door bhaageNge. :D
astaGhfaar na bhejeN, marHoom ke liye awwalan to inna lillahi wa inna ilaihii raaje’oon kaheN phir ba’d az aaN du’aa e maGhfirat kareN! ![]()
[/quote]
Ji nahi gulail se maarne se aankh tain ho sakti hai. Jaan se koi nai jaata.
Re: dua
Ji nahi gulail se maarne se aankh tain ho sakti hai. Jaan se koi nai jaata.
lol...ok! to patthar kii aaNKh ko souvenir jaan kar pocket men Daal kar chaltaa banegaa! :)
ok jii, take care you all...have a good night...maiN chalaa ab sone...matlab...moHalle meN bachchoN ko Daraane! :D
Good night / shab-ba-Khair / shubh-raatrii :)
Re: dua
tum kab aayiiN? ab aa gaii ho to kisii shaaKh par tum bhii baiTh jaao merii taraH...ab ronaa dhonaa nahiiN...ok?
patthar hii ziyaada mauzooN hai kiuN k:
laRkii agar Ghulail jaisii aaNkh se patthar kii aaNkh maare ;) aise] to laRkaa to aanan faanan hii TaayeN TaayeN Fish ho jaayegaa! :D
shukar hai aap ne manzar-kashi mein hissa nai liya warna kah dena tha burqa mein se aankh b maar lo to kya pata chalna :P