Maray Malik, Maray Raziq
**main wo kay jisay tujh say mangany ki adat thahri **
main tujh say koi yad-e-baza to nahin mangti magar
meri ankhon main itni to roshni bhar day
**kay apnay honay ki haqeeqtain to main daikh sakoon **
meray sabar ka paimana itna to wasee ker day
kay teri bahkshi hoowi anytain main seh to sakoon
**aur kush nahin to meri zuban ki girah hi khol day **
kay jo kush dil pay ayan hai wo bian to ker sakoon
Maray Malik, Maray Raziq
main wo kay jisay tujh say mangnay ki adat thahri
Re: dua
Asalamolaikum
My name is ADK. I am new here. Mashulla! Allah aaap Ko khoosh rakhay! Bhot Acchi Likhee hai . Kiya aap nai khood likhee hai?
Salaam
Re: dua
Ameen…
Re: dua
ameen =)
Re: dua
ameen,