This is not my come back, only signed in today to post this Dua as Muslims are in trouble now a days. Like quakes and wars. So join me in Dua and read it carefully. Think about it and then say Ameen.
**Sirf Ameen nahi kehna, is ko parhh kar sochain kay is main kiya Messege hai. Apna Jaiza lain.
Main waapis naheen ayi is liye koi mujh say baat mutt karay kiyon kay main jawab naheen doon gi.
Shukriya.
**
**Perwer digaar-e-behr-u-bar **Perwer digaar-e-behr-u-bar
**Perwer digaar-e-behr-u-bar ****Perwer digaar-e-behr-u-bar
Aye maalik-e-Jin-u-Bashar Aye khaaliq-e-shaam-u-seher
Taabay tere shums o qamar Har shay tere zair-e-asar
****Perwer digaar-e-behr-u-bar
Mabood to hi bil yakeen
Tere siwa koi naheen
Kiya asmaan aur kiya zameen
Khum hai jahan sub ki jabeen
bus aik tera astaan
bus aik tera sung-e-dar
bus aik tera sung-e-dur
****Perwer digaar-e-behr-u-bar
Woh tairaan-e-khush nawa
Woh lehlahatay subza zaar
Woh zurra-e-nacheez woh
Ya kohsaaroon ki qataar
Tasbeh kartay hain teri
Sub bay hisaab-o-bay shumaar
Ghafil hain hum insaan muggar
Ghaafil hain hum insaan muggar
****Perwer digaar-e-behr-u-bar
Daytay hain tujh ko wasta
Hum Sahib-e-Meraaj ka
Saaray zamaanay hain teray
Saaray khuzaanay hain teray
Too waqt ki raftaar ko
Ik baar phir say mord day
Hum aasiyoon kay haath main
Ghairoon ka jo kashkol hai
Qudrat say apni tord day
Aye raaziq-e-Shaah-o-Guddaa
Aye Khaaliq-e-Shaam-o-Saher
****Aye Khaaliq-e-Shaam-o-Saher
**Aye Khaaliq-e-Shaam-o-Saher
**
****Perwer digaar-e-behr-u-bar
Hain waqt kay khaaroon main hum
Aafaat kay ghaaroon main hum
Lagti hain apni boliyaan
Ruswa hain bazaaroon main hum
Phhir bhi hai yeh Quran main
Yaani teray furmaan main
La taqna too. La taqna too
Sattaar too, ghufaar too
Pehchaan hai rehmat teri
Hai shaan teri dur guzzar
Hai shaan teri dur guzzar
****Perwer digaar-e-behr-u-bar
Too wahid-u-bar haq bhi hai
Too qadir-e-mutlaq bhi hai
Ya Rub Ba-haq-e-Mustafa
Too bukhsh day apni khuttaa
Is Milat-e-Mazloom ko
Is Ummat-e-Marhoom ko
Day zindaggi, kar zinda tar
Day zindaggi, kar zinda tar
****Perwer digaar-e-behr-u-bar **Perwer digaar-e-behr-u-bar
**Perwer digaar-e-behr-u-bar ****Perwer digaar-e-behr-u-bar
Aye maalik-e-Jin-u-Bashar Aye khaaliq-e-shaam-u-seher
Taabay tere shums o qamar Har shay tere zair-e-asar
****Perwer digaar-e-behr-u-bar
Mabood to hi bil yakeen
Tere siwa koi naheen
Kiya asmaan aur kiya zameen
Khum hai jahan sub ki jabeen
bus aik tera astaan
bus aik tera sung-e-dar
bus aik tera sung-e-dur
****Perwer digaar-e-behr-u-bar
Woh tairaan-e-khush nawa
Woh lehlahatay subza zaar
Woh zurra-e-nacheez woh
Ya kohsaaroon ki qataar
Tasbeh kartay hain teri
Sub bay hisaab-o-bay shumaar
Ghafil hain hum insaan muggar
Ghaafil hain hum insaan muggar
****Perwer digaar-e-behr-u-bar
Daytay hain tujh ko wasta
Hum Sahib-e-Meraaj ka
Saaray zamaanay hain teray
Saaray khuzaanay hain teray
Too waqt ki raftaar ko
Ik baar phir say mord day
Hum aasiyoon kay haath main
Ghairoon ka jo kashkol hai
Qudrat say apni tord day
Aye raaziq-e-Shaah-o-Guddaa
Aye Khaaliq-e-Shaam-o-Saher
****Aye Khaaliq-e-Shaam-o-Saher
**Aye Khaaliq-e-Shaam-o-Saher
**
****Perwer digaar-e-behr-u-bar
Hain waqt kay khaaroon main hum
Aafaat kay ghaaroon main hum
Lagti hain apni boliyaan
Ruswa hain bazaaroon main hum
Phhir bhi hai yeh Quran main
Yaani teray furmaan main
La taqna too. La taqna too
Sattaar too, ghufaar too
Pehchaan hai rehmat teri
Hai shaan teri dur guzzar
Hai shaan teri dur guzzar
****Perwer digaar-e-behr-u-bar
Phhir samnay Phiaon hai
Khoon rung hai durya-e-Neel
Phhir aatish-e-Numrood ki
Zud mai hia Olaad-e-Khalil
Fitan Garroon ki chaal say
Waqif hai to Rub-e-Jaleel
Phhir say ababiloon ko bhaij
Phhir aag ko gulzaar kar
Phhir aag ko gulzaar kar
****Perwer digaar-e-behr-u-bar **Perwer digaar-e-behr-u-bar
**Perwer digaar-e-behr-u-bar ****Perwer digaar-e-behr-u-bar
Aye maalik-e-Jin-u-Bashar Aye khaaliq-e-shaam-u-seher
Taabay tere shums o qamar Har shay tere zair-e-asar
****Perwer digaar-e-behr-u-bar
Mabood to hi bil yakeen
Tere siwa koi naheen
Kiya asmaan aur kiya zameen
Khum hai jahan sub ki jabeen
bus aik tera astaan
bus aik tera sung-e-dar
bus aik tera sung-e-dur
****Perwer digaar-e-behr-u-bar
Woh tairaan-e-khush nawa
Woh lehlahatay subza zaar
Woh zurra-e-nacheez woh
Ya kohsaaroon ki qataar
Tasbeh kartay hain teri
Sub bay hisaab-o-bay shumaar
Ghafil hain hum insaan muggar
Ghaafil hain hum insaan muggar
****Perwer digaar-e-behr-u-bar
Daytay hain tujh ko wasta
Hum Sahib-e-Meraaj ka
Saaray zamaanay hain teray
Saaray khuzaanay hain teray
Too waqt ki raftaar ko
Ik baar phir say mord day
Hum aasiyoon kay haath main
Ghairoon ka jo kashkol hai
Qudrat say apni tord day
Aye raaziq-e-Shaah-o-Guddaa
Aye Khaaliq-e-Shaam-o-Saher
****Aye Khaaliq-e-Shaam-o-Saher
**Aye Khaaliq-e-Shaam-o-Saher
**
****Perwer digaar-e-behr-u-bar
Hain waqt kay khaaroon main hum
Aafaat kay ghaaroon main hum
Lagti hain apni boliyaan
Ruswa hain bazaaroon main hum
Phhir bhi hai yeh Quran main
Yaani teray furmaan main
La taqna too. La taqna too
Sattaar too, ghufaar too
Pehchaan hai rehmat teri
Hai shaan teri dur guzzar
Hai shaan teri dur guzzar
****Perwer digaar-e-behr-u-bar
Ik hashr hai chaaroon taraf
Dushman khardain hai suff ba suff
Kiya boott parastoon say gillaa
Apnay bhi hai khunjar ba-kuff
Moosaa-o-Eesaa kay khuddaa
Islam hai sub ka hudduf
Ehsaas day, taufeeq day
Phhir jazba-e-Sidique**
day
Phhir say koi Khiabar Shikan![]()
Phhir bhaij day koi Ummer![]()
Phhir bhaij day koi Ummer![]()
Phhir bhaij day koi Ummer![]()
Phhir bhaij day koi Ummer![]()
**Perwer digaar-e-behr-u-bar
**Perwer digaar-e-behr-u-bar
**
**