Re: Dua
main nay yeh dua mangi thee jumma namaz main:
Allah mere gunahon ko maaf farma, mere maan baap ko sehat or tardursti ata farma, jo ghaltiyaan ho gayee hain us ko maaf farma, jo namaz main ghaltiyaan hoee un ko maaf farma, Maan Baap ka Ehteraam karnay ke Taufiq ata farma, Namaz or Quran parhnay ke taufiq day. buray kam say door rahain.. or Deemagh ko roshan kay or achi tarha parahi karnay ka taufiq dain.