Re: Dua - Tumhare haan , Hamaare haan
yeh to bas ek reminder hai…asl sawaal jawaab to Allah ke Huzoor hogaa…is baat ko le kar laRaaii jhagRaa, maar peeT, qatl o Ghaarat garii karnaa to sire se hii Khilaaf-e-ta’leemaat-e-Islamii hai. jo aisaa kare vo yaqeenan gunehgaar Thahre.
saHeeH baat bataa denaa ham sab par farz hai baaqii uskii marzii taa k Allah ke Huzoor hujjat tamaam ho jaave.