tootey dil jur jaattey hein
kabhi dua mang kar to dekh
aansoun baha jahan qeemat hai terey ansoun ki
kabhi Uss ki bargah mein ghir kar to dekh
tujey inn mitti ke putloun se to wafa na mili
kabhi Uss se muhabat kar ke to dekh
insaan ho ke tum insaan se kiyun mangta hai
kabhi Uss ke aagey haath phela ke to dekh
By Miss Nice