**Aik daffa aik totaa (Parrot) bohat speed main udta ja raha tha ke agay se aik tez aati hoi car se ja takraya… totaa gir kar behosh ho gaya, aik rah chaltay admi ko uss par tars aya, woh uss ko ghar le gaya, uss ki marham patti ki aur aik cage main rakh diya… jab totaay ko hosh aya aur uss ne pinjra dekha tu bola
..
..****
“hay Allah jail… driver mar gaya kia…”**