nigaahain mila kar badal jaaney waalay
mujhe tujh sey koi shikayat nahi hai
yeh duniya bari sangdil hai yahan par
kisi ko kisi sey mohabat nahi hai
sing with "H"
nigaahain mila kar badal jaaney waalay
mujhe tujh sey koi shikayat nahi hai
yeh duniya bari sangdil hai yahan par
kisi ko kisi sey mohabat nahi hai
sing with "H"
waisay suddenly a nice song starting with letter "H" has come to my head, let me sing jaldi sey before someone else comes up with a song.
hoatoon sey cho lo tum
meray geet amar kar do
ban jao meet maray
meeri preet amar kar do
friends now "D" is next.
Dil kya kare jub kisi sey..
Kisi ko pyar ho jaey
Jaaney kahan kub kisi ko..
Kisi sey pyar ho jaey
Oonchi oonchi deewaroan si
Iss duniya ki rasmein..
Na kuch tere bus mein Julie
Na kuch mere bus mein..
next word "N"
Who says nothing is impossible? I've been doing nothing all my life!
Gupshup jee, koi poll bhi hona chaiyey keh status kiya hai, it's meant to be a game nah? who's winning?
Anyway back to the game......
Na NA karte pyaar tumhi sey ar baitey karna tha inkaar magar ikraar tumhi sey kar baitey.
B is the word
"Don't mistake knowledge for wisdom. One helps you make a living; the other helps you make a life."
balay balay ni thoor punjabun di
DUMB HEAD :o
hmmm...kya next letter d he..hmmmm..if yes...
Dil Dil Pakistan
Jan Jan Pakistan
Aisi zameen aur AsmaN
Iske ke siwa jana kahaN
Barti rahe yeh dosti chalta rahe yeh karwaN....
Kya right tha????
Next: k??
Kahdo Koi na yaha karey payar
Is mai Khushia hai kum aur hazaar hai gum
Aike haasi aur aasoo hazar
next - r
Rooth na jana tum sey kahoon to
Mai in aankhoan mein jo rahoon to
Tum yeh jano ya na jano
Tum yeh mano ya na mano
Mere jesa deewana tum pao gey nahi!
next word "Yay" i.e "Y"
Who says nothing is impossible? I've been doing nothing all my life!
Yeh sama...sama hai yeh piyar ka
kisi kay intaizaar ka
Dil nay chura lay kaheen maira
mausam bahar ka
Last word "K"
Yaad aa rahi hay
tairi yaad aa rahi hay
yaad anay say tairay janay say jaan ja rahi hay
yaad aa rahi hay
(maira kheyal hay main nay sahi likha hay
http://www.pak.org/gupshup/biggrin.gif
)
Kaa'atay na katay ray ratiyaan
saiyaan intaizaar main
hii hii main to mar gayee
baidardi tairay piyar main
hii hii main to mar gayee baidardi tairay piyar main
Tohay yaad karoon jab shaam dhalay
Dil aur jalaiay
Kuch aur jalay
Kahay sataya tou nay
sapna dikhaya tou nay
sapna dikhaya
Kaa'atay na katay ray ratiyaan....
saiyaan intaizaar main
hii hii main to mar gayee
baidardi tairay piyaar main
Last letter "K"
aray yay kia hoowa
http://www.pak.org/gupshup/biggrin.gif
dimond bb sorry main post reply ko late click ker bathi..ok k say hmmmmmm…
kabhi kabhi mairay dil main kheayl ataa hay
k jaisay tujh ko banaya gia hay mairay leay
too ab say pahlay sitarou main bas rahi thi kaheeN
tujhay zameen pay bulaya gia hay mairay leay
next…yay
Yeh kahan aa gayay hum
yunhi saath saath chaltay
can't remember the rest.
Last word "Ch"
Chaudhvein ka chand ho
Ya aftab ho...
Jo bhi ho tum Khuda ki qasam..
Lajawab ho..
Next word "WOW" :)
Who says nothing is impossible? I've been doing nothing all my life!
Waqt ney keya kya hasin Sitam
Tum rahey na tum hum rahey na hum
Waqt ney kaya
Jayagey kaha kuch pata nahi
chal paray jidar rasta nahi
tum bhi kho gaye hum bhi kho gaye
chal ke doo kadam
next = m
[This message has been edited by Rani (edited April 30, 2000).]
Mairay mehboob mairay sanam
Shukria meherbani karam
Kab main nay yeh socha tha
Kab main nay yeh jana tha
Tum itna badal jao gay
Tum itna mujhay chaho gay
Tum itna piyar karo gay
Tum yun iqrar karo gay
Last word "G"
ghoongat main chaand hoga
aanchal main chaandni
chupke sey dekhay gi
saajan ko sajni
next "S"
SayooNniiii
chen ik pal nehi
chen ik pal nehi…
(agge yaad nehi anda ki si
http://www.pak.org/gupshup/biggrin.gif
)
next word: N
Hmmmmmm.......
Na yeh chand hoga, Na tare rahagey
Magar hum hamesha, tumarey rahagey
next = y
Yamma Yamma Yamma Yamma
Yeh khoobsurat Samaan
Bus Aaj ki raat hai zindagi
Kal hum kahan tum kahan
Next word "N"
Who says nothing is impossible? I've been doing nothing all my life!