ik pal ka jeena phir to hai jana
taufa kiya leh keh jaiye dil yeh batana
khaali haath aye thay hum
khali haath jayain gey hum
bus pyaar keh do meethey bool jhilmilayen gey
keh hans keh dunya ko hai hansana
aye merey dil to gaye ja
yeh duniya yeh mehfil
meray kaam ki nahi, meray kaam ki nahi
kis ko sunaon haal dil-e-beqarar ka
bujhta howa chiraagh hoon apney mizaar ka
ay kaash bhool jaon magar bhoolta nahi
kis dhoom sey utha tha janaza bahar ka
kaali nagun k jaisi zulfaiN tairi kaali kaali
sagher ko mouti or sooraj ko daiti hay laali
daikhay jou tujh ko man maira bolay
man main basee hay too houlay houlay
kali nagun k jaisay zulfain tairi kali kali
sagher ko mouti or souraj ko too daiti hay lali
I dont know if its gotta b paki /hindi but
here it goes
Kaho na payar hai
Kaho na payar hai
Han tum se payar hai
k tum se payar he
In payari baton main anjana ikraar hai
Kaho na payar hai
Kaho na Payar hai
Kaha na payar hai
Kaha na payar hai
.........so on
next letter H
Hum Tum..
Jeeay jaa rahe hain
Jeewan guzr hi raha hai
Laiken din b'din ek junoon
Jaaney kyun bewajah
Barhey jaa raha hai
Tumhi kaho
Kya hua woh pyar
Kaho humain
Kyun nahi qarar
Next word "R"
Who says nothing is impossible? I've been doing nothing all my life!
now it's my turn to sing a song in my sureeli voice, here it comes:
aadmi jo kehta hai
aadmi jo sunta hai
zindagi bhar woh sadayain peecha karti hain
aadmi jo daita hai
aadmi jo laita hai
zindagi bhar woh duwayain peecha karti hain
koi bhi ho har khwaab to sacha nahi hota
bohat ziyada pyar bhi acha nahi hota
kabhi daaman chorana ho to mushkilho
pyar keh risthay tootain to
pyar keh rastain chootain to
raatey main phir wafayain peecha karti hain
Lagh ja gale
Ke pir yeh haseen raat ho, na ho
Shayad pir is janam main mulaqat ho, na ho
Lagh ja gale
Hum ko milli hain aaj yeh
Gariya naseeb se
Ji bhar ke dekh le jiye, hum ko kareeb se
Pir aapke naseeb main yeh haath ho, na ho
Shayad pir is janam main mulaqat ho, na ho
Lagh ja gale
Paas aaye, ke hum nahin, aaenge bar bar
BahaiN gale main dhal ke
Hum role zar zar
AankhOn se pir, yeh pyaar ki barsaat ho, na ho
Shayad pir is janam main mulaqat ho, na ho
Lagh ja gale
Ke pir yeh haseen raat ho, na ho
Shayad pir is janam main mulaqat ho, na ho
Lagh ja gale
Lagh ja gale
(It was the letter G?)Aap ka song kuch ziada hi lamba tha which makes me feel like.............
Goli maaaaar bheje meh "DISHKAAAAAAAO"
Keh bheja shor karta hai
Bheja nahi rahe ga toh marre ka kallo
MAAAAAAMA Kallo Mama!!!!!
ufff ab mujhe migraine ho gayi
Next word M
[quote]
Originally posted by KhurramS:
**Lagh ja gale
Ke pir yeh haseen raat ho, na ho
Shayad pir is janam main mulaqat ho, na ho
Lagh ja gale
Hum ko milli hain aaj yeh
Gariya naseeb se
Ji bhar ke dekh le jiye, hum ko kareeb se
Pir aapke naseeb main yeh haath ho, na ho
Shayad pir is janam main mulaqat ho, na ho
Lagh ja gale
Paas aaye, ke hum nahin, aaenge bar bar
BahaiN gale main dhal ke
Hum role zar zar
AankhOn se pir, yeh pyaar ki barsaat ho, na ho
Shayad pir is janam main mulaqat ho, na ho
Lagh ja gale
Ke pir yeh haseen raat ho, na ho
Shayad pir is janam main mulaqat ho, na ho
Lagh ja gale
Lagh ja gale**
[/quote]
"Don't mistake knowledge for wisdom. One helps you make a living; the other helps you make a life."