Dosto daastan koi sanao kay raat abhi baaqi hai

Re: Dosto daastan koi sanao kay raat abhi baaqi hai

Yahan to sooraj sawa neeze pe aagaya aur aap ke haan abhi raat baqi hai :cobra:

Re: Dosto daastan koi sanao kay raat abhi baaqi hai

yeh woh wali raat nahin, joh zindagi per cha gaye yeh woh wali raat hai. :emmy:

Re: Dosto daastan koi sanao kay raat abhi baaqi hai

Allah Khair kare… Main to samjha aap iss wali raat ki baat kar rahe hain jis ke liye Aasha Bhosle farmati hain:

Re: Dosto daastan koi sanao kay raat abhi baaqi hai

nice sharing. pr poet ne itni fermaishain krnay k baad end pr sonay ka q keh dia. kia sari fermaishain poori ho gye thee. ;)

Re: Dosto daastan koi sanao kay raat abhi baaqi hai

Nahin logon nay uss kee baat nahin sunein toh becharra aur kya kerta chup ker kay soh gaya.

Re: Dosto daastan koi sanao kay raat abhi baaqi hai

Afsos. Jaa apni hasraton pe aansoo baha ke so jaa.. jaaaaaa.....

Re: Dosto daastan koi sanao kay raat abhi baaqi hai

Aur bhi dukh hain zamanay mein mohabbat kay siwa...

Re: Dosto daastan koi sanao kay raat abhi baaqi hai

Acha ji.. Bhindi 120 rupe kilo, karele 80 rupe kilo.. Palak 50 rupe kilo… aur kia rakha hai zamane main muhabbat ke siwa :faizy:

Re: Dosto daastan koi sanao kay raat abhi baaqi hai

Gosht. !!!

Re: Dosto daastan koi sanao kay raat abhi baaqi hai

:emmy: chota 600, bada 400, murghi 300… :bummer:

Re: Dosto daastan koi sanao kay raat abhi baaqi hai

1971 mein jub mein Pakistan say UK ayaa that toh chota 4.50, barra 3.00 aur murghi toh muft mein bhi mil jatee thee. :nahi:

Re: Dosto daastan koi sanao kay raat abhi baaqi hai

:eek: muft ki murghi

Re: Dosto daastan koi sanao kay raat abhi baaqi hai

:cb:lo ye akhir mi kia kia:smack:
f(punjabi ka)muu

Re: Dosto daastan koi sanao kay raat abhi baaqi hai

:fatee: Uncle pehle LMC main the

Re: Dosto daastan koi sanao kay raat abhi baaqi hai

vo kia hi:blush::bummer:

Re: Dosto daastan koi sanao kay raat abhi baaqi hai

Jaise KMC = Karachi Murghi Chor hai waise LMC = Lahore........

Re: Dosto daastan koi sanao kay raat abhi baaqi hai

phir to LCHB hona chaey
lahori chatkhare baaz

Re: Dosto daastan koi sanao kay raat abhi baaqi hai

:emmy:

Humsayion kee mughi churani koi jurm nahin. :snooty:

Re: Dosto daastan koi sanao kay raat abhi baaqi hai

Itna ghussa BPO kay liye achha nahin

Woh kya karta uss nay itni farmiehein kee koi sunta hee nahin tha.