Mohabat
Hee nahi kabhi
Dosti behi
Adhoori rah jatee hai…
![]()
aree dilsay bahi sahi kaha
aree dilsay bahi DOOSTI topic aur bi kuch kahiye zara meri POST mein jaie TOPIC DOOSTI mein wahan jah zara pariye aur apne kayalat ka IZHAR to kardijiye janab :)
sukriya:)
Re: Dosti…
Beautiful…sachi baat hey:k:
Re: Re: Dosti…
Atebar e ishq ki khana kharabee dekhna
Ghair nay ki aah, lakin woh khafa mujah par howa
nice:k::k:
:k::k:
thats really beautiful :)
thats really beautiful :)
Re: Dosti…
wah…very true… :k:
bohot khub
Thanks every one
kabhi kehtay ho mohabat hay
to kabi dosti
kisi aik kashti main tik kay bato na warna Dubai wala kahay ga
lain jee gia dilsay panni main
[QUOTE]
*Originally posted by Azad: *
kabhi kehtay ho mohabat hay
to kabi dosti
kisi aik kashti main tik kay bato na warna Dubai wala kahay ga
lain jee gia dilsay panni main
[/QUOTE]
Ajj kal ya peshawar walay kah rahai hain ka lo gee giya Azad pani main..... :)
dosti?
mohabat?