Dosti ka ek samandar

Dosti ka ek samandar Unginat saahil wafa kay Apnay seenay maiN chupaye Jaanay kab say beh raha tha Daf'atun ek mauj ubhree MotiyoN kee shakal maiN Dhaltay huay alfaaz, jumlay Khood-bakhood dil say uThay Lub tak gaye Dil ka her ek bojh lafzoN nay uThaya Fikr ka her lamha ek jumlay say Takraya Bhikher ker kho gaya Gham ka raiza raiza Kuch baatoN ki ro maiN beh gaya

Well said....

Nice..

bohoot allaa :k:

Re: Dosti ka ek samandar

[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *


Dosti ka ek samandar
Unginat saahil wafa kay
Apnay seenay maiN chupaye
Jaanay kab say beh raha tha
Daf'atun ek mauj ubhree
MotiyoN kee shakal maiN
Dhaltay huay alfaaz, jumlay
Khood-bakhood dil say uThay
Lub tak gaye
Dil ka her ek bojh lafzoN nay uThaya
Fikr ka her lamha ek jumlay say Takraya
Bhikher ker kho gaya
Gham ka raiza raiza
Kuch baatoN ki ro maiN beh gaya

[/QUOTE]

very nice thanks 4 sharin Wg..:)

:)

bohtu khoob:k::k:
thanks:~)

Kuch baatoN ki ro maiN beh gaya

very nice:)
Thnkx 4 sharing it

Thanks Dilsay, Chando, ullujii, Paglee, BrokenSky, ghazal kisi ke, Swera :) :) :)

[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *
Thanks Dilsay, Chando, ullujii, Paglee, BrokenSky, ghazal kisi ke, Swera :) :) :)
[/QUOTE]

always Welkum but on ur Kharcha Paani:p

Re: Dosti ka ek samandar

[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *


Dosti ka ek samandar
Unginat saahil wafa kay
Apnay seenay maiN chupaye
Jaanay kab say beh raha tha
Daf'atun ek mauj ubhree
MotiyoN kee shakal maiN
Dhaltay huay alfaaz, jumlay
Khood-bakhood dil say uThay
Lub tak gaye
Dil ka her ek bojh lafzoN nay uThaya
Fikr ka her lamha ek jumlay say Takraya
Bhikher ker kho gaya
Gham ka raiza raiza
Kuch baatoN ki ro maiN beh gaya

[/QUOTE]

Mohtaram mohtaram

aisay teer to na chalaa-iayay jo jigar paar bhi na hon aur khalish e abadi ban jayaiN
kiyaa rawani hai - kiya markazi khayal hai - aur kiya lafzon ka haseen tareen imtezaaj hai.

Saheb e nazm ko daad o tahseen pahonchay
aur Hum tak pahonchanay waloN ko Shukriyaa

Salaam
Sham (Mirza Ruswa)

Re: Dosti ka ek samandar

[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *


Dosti ka ek samandar
Unginat saahil wafa kay
Apnay seenay maiN chupaye
Jaanay kab say beh raha tha
Daf'atun ek mauj ubhree
MotiyoN kee shakal maiN
Dhaltay huay alfaaz, jumlay
Khood-bakhood dil say uThay
Lub tak gaye
Dil ka her ek bojh lafzoN nay uThaya
Fikr ka her lamha ek jumlay say Takraya
Bhikher ker kho gaya
Gham ka raiza raiza
Kuch baatoN ki ro maiN beh gaya

[/QUOTE]
Ever Green and Ever Great!.. This is by Anwar Maqsood na... One of my fav..
Thanks for sharing..