ye or baat hay kay dushman hua hay aaj magar
kul tuk wo mera dost tha usay bura na kaho
na jaaney kon si majburion ka qaidi ho
wo saath choor gaya to bewefa na kaho
Irfan Ismail
ye or baat hay kay dushman hua hay aaj magar
kul tuk wo mera dost tha usay bura na kaho
na jaaney kon si majburion ka qaidi ho
wo saath choor gaya to bewefa na kaho
Irfan Ismail
Very nice...
~Kiya haaq wo jeena hai jo apnay hi liyay ho
Khud mit kar kisi aur ko mitnay se bacha lay~
bewafa kehne main kya harj hai?
App nay Bhi kah deya to us main app main farq keya reh geya ??
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
Irfan Ismail