Chhorh peman-e-wafa ki baat, sharmindah nah kar
DoriyaaN, mujboriyaaN, ruswaiyaaN, tanhaiyaaN
Koi qatil, koi bismil, siskiyaaN, shehnaiyaaN
Dekh yeh hansta howa mosam he mozo-e-nazar
Waqt ki roo mein abhi sahil, abhi mouj-e-fana
Eik jounka, eik aandhi, ik kiran, ik jowy-e-khooN
Hath hathhooN ka asasa, hath hathooN sy juda
Jub kabhi aaye ga hum per bhi judai ka samaaN
Toot jaye ga mery dil mein kissi khuwahish ka teer
Beegh jagy gi teri aankhooN mein kajal ki lakeer
Kal ky aandeshooN sy apny dil ko aarzadah nah kar
dekh yeh hansta huw mausam, yeh khushboo ka safar
Re: DoriyaaN, mujboriyaaN, ruswaiyaaN, tanhaiyaaN
umda

:k:nyc
Re: DoriyaaN, mujboriyaaN, ruswaiyaaN, tanhaiyaaN
Chhorh peman-e-wafa ki baat, sharmindah nah kar
Chalo naheen kartay ![]()
Re: DoriyaaN, mujboriyaaN, ruswaiyaaN, tanhaiyaaN
Chorr ki daari mein tinka ..:D
Buhat he umdaa...
Re: DoriyaaN, mujboriyaaN, ruswaiyaaN, tanhaiyaaN
waise title dekh ke gupt movie ka gana yaad aa gaya : Tanhaiayan, Veeranaian, Majbooriyan, Dushwariyan… Mushkil bada ye pyar hai ![]()
Re: DoriyaaN, mujboriyaaN, ruswaiyaaN, tanhaiyaaN
FARI

thanx 4 likeing
Re: DoriyaaN, mujboriyaaN, ruswaiyaaN, tanhaiyaaN
Boht he Alaaaaa.

nice